Parchayi

Sab chale gaye ab kya tum bhi chale jaoge?
Jaana toh sabko hi hai, toh kya abhi hi chale jaoge?
Mana ki galtiyan/kamiyan boht hai ham main, lekin kya ham khud ko badal nahi sakte?
Chalo koi nahi, Jana hai toh jao, jiyo zindagi, khush raho,
Koi dukh nahi hamein, Kam se kam meri parchayi toh hai khadi mujhe gale lagaye...

Comments

Popular posts from this blog

20 Feb 2023: man ko baat